Đánh giá website

Cám ơn bạn đã sử dụng, hãy dành ít thời gian để đánh giá nhé

Bỏ qua

Hoàn tất

NhacCuaTui

Nghe nhạc MIỄN PHÍ

Tải ngay

Từ khóa hot

0

Upload bởi:

Thể loại: Thể Loại Khác

Nhạc sĩ: Đang Cập Nhật

Trải nghiệm tốt hơn trên app NhacCuaTui

Lời nhạc

Bài hát: Jaiho (Gương Mặt Thân Quen 2015) - Khương Ngọc

Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho
Aaja Aaja Jind Shamiyaanein Ke Tale
Aaja Zariwaale Neele Aasmaan Ke Tale
Jai Ho, Jai Ho

Aaja Aaja Jind Shamiyaanein Ke Tale
Aaja Zariwaale Neele Aasmaan Ke Tale
Jai Ho, Jai Ho
Jai Ho, Jai Ho, Jai Ho...

Ratti Ratti Sachi Maine Jaan Gavaayi Hai
Nach Nach Koylon Pe Raat Bitaayi Hai
Akhiyon Ki Neend Maine Phoonkon Se Uda Di
Gin Gin Taarein Maine Ungli Jalaayi Hai
Aaja Aaja Jind Shamiyaanein Ke Tale
Aaja Zariwaale Neele Aasmaan Ke Tale
Jai Ho...

Baila! Baila!
Ahora conmigo tú baila para hoy
Por nuestro día
Te olvidas los problemas lo que sean
Salud!
Baila! Baila!

Jai Ho...

Chakh Le, Ho Chakh Le, Ye Raat Shahad Hai, Chakh Le
Rakh Le, Haan Dil Hai Dil Aakhri Had Hai, Rakh Le
Kaala Kaala Kaajal Tera Koi Kaala Jaadoo Hai Na

Kaala Kaala Kaajal Tera Koi Kaala Jaadoo Hai Na
Aaja Aaja Jind Shamiyaanein Ke Tale
Aaja Zariwaale Neele Aasmaan Ke Tale, Jai Ho, Jai Ho
Jai Ho...

Kab Se, Haan Kab Se, Jo Lab Pe Ruki Hai, Keh De
Keh De, Haan Keh De, Ab Aankh Jhuki Hai, Keh De
Aisi Aisi Roshan Aankhein Roshan Do Do Heerein, Hai Kya
Aaja Aaja Jind Shamiyaanein Ke Tale
Aaja Zariwaale Neele Aasmaan Ke Tale
Jai Ho...

Baila baila
Jai Ho
Baila baila
Jai Ho

Đăng nhập

00:00

Đang nghe

  • 00:00